Hi Friends....
Deepavali Hindu ka mukhe festival hai.Ye festival duniya bhar Mein Manaya jata hai. India me is festival ko bahut se naamo se Jana jata hai. Jaise-deepawali, diwali,lakshmi pujan, lights festival aur Deepo ka festival etc. Yeah india ka prachin festival hai. Jo jo ek saal ma ek baar manaya jata hai.
Deepavali festival ko mukhya Roop se hindu dharm Ke Log manate Hain.Deepavali india ka sabse bada festival hai. Deepawali Do shabdo se Milkar Bana Hua Hai. Roshni + labh, Jiska Earth- 'Light rows' hai.Yeah roshni ka ek festival hai jo andhere par vijay pata hai.shree ram ke 14 varsh ka banwas Kar Ayodhya Aane Ki Khushi Mein Wahan Ke Logon Ne deep Jala kar unka Swagat Kiya, isi Khushi ke roop ko DEEPAWALI Kaha Jata Hai.Aur Tabhi Se Yeh festival Manaya ja raha hai.
Happy Diwali Wishes2021
Celebrating deepawali with the best colour hd greeting card.Best wishes of diwali.Deepavali Hindu ka mukhe festival hai.Ye festival duniya bhar Mein Manaya jata hai. India me is festival ko bahut se naamo se Jana jata hai. Jaise-deepawali, diwali,lakshmi pujan, lights festival aur Deepo ka festival etc. Yeah india ka prachin festival hai. Jo jo ek saal ma ek baar manaya jata hai.
Deepavali festival ko mukhya Roop se hindu dharm Ke Log manate Hain.Deepavali india ka sabse bada festival hai. Deepawali Do shabdo se Milkar Bana Hua Hai. Roshni + labh, Jiska Earth- 'Light rows' hai.Yeah roshni ka ek festival hai jo andhere par vijay pata hai.shree ram ke 14 varsh ka banwas Kar Ayodhya Aane Ki Khushi Mein Wahan Ke Logon Ne deep Jala kar unka Swagat Kiya, isi Khushi ke roop ko DEEPAWALI Kaha Jata Hai.Aur Tabhi Se Yeh festival Manaya ja raha hai.
Dhanteras ke din vyapari log Apne Samaan Aur Tijori Ki Pooja Karte Hain. Tata kuch log is Din Chandi ya gold ki kharidari Karte Hain. Dhanteras ke din bartan kharidna Shubh Mana jata hai. Inhi naye bartano ko diwali Poojan ke liye kaam me Lete Hain.
Deepawali ke din Laxmi aur Ganesh Ji Ki Pooja ki Jati Hai. Parivar ke sabhi sadasya Ek sath Milkar Pooja Karte Hain. Is Din Sabi bahut khush Rehte Hain.Sabhi log Rang-birange aur naye kapde pahante hai. Bacche is Din patakhe fodte hai.
Deepawali ki taariyan Dussehre ke baad se hi shuru ho jati hai. Jis mein log Apne Apne homes Ki Safai Karte Hain aur new pants Karte Hain. Kuch vyakti shopping Karte Hain, Deepawali ke Samay bazaron Mein Kafi bhid Ho Jati Hai. Deepawali ke Samay log Jyada tar dresses, decoration items, fireworks, jewellery etc. Kharidte hai.
Deepawali ke Kuch Din Pehle Se Hi log Apne gharo aur office ko sajane Lagte Hain. Log Apne Ghar aur office ko kagaj aur plastic ke Phoolon Rangoli Deepak scandals light decoration se sajate hai.
Deepavali ko area ke Aadhar par alag-alag Naam Se Jana jata hai. Lekin sab se muh ke naam Deepavali/Diwali hai. Is festival ko Laxmi Pujan ke naam se bhi Jana jata hai. Ek din hum Laxmi-Ganeshji ki Pooja Karte Hain. Ladies is Din upvas rakhti hai.Patni Apne Pati ke liye Laxmi Ji Se Prathna karti hai.
Deepavali ke din Uttar Bharat main log Mahavir Ki Pooja Karte Hain.
लक्ष्मी पूजा मुहूर्त 2021
पंच दिनात्मक दीपावली मुहूर्त 2021
दिनांक 2 से 6 नवम्बर 2021 तक
दिवाली, शुभ मुहूर्त (Diwali 2021)
दिवाली: 4 नवंबर, 2021, गुरुवार
अमावस्या तिथि प्रारम्भ: नवंबर 04, 2021 को प्रात: 06:03 बजे से.
अमावस्या तिथि समाप्त: नवंबर 05, 2021 को प्रात: 02:44 बजे तक.
लक्ष्मी पूजन का शुभ मुहूर्त (Lakshmi Puja 2021 Date)
शाम 06 बजकर 09 मिनट से रात्रि 08 बजकर 20 मिनट
अवधि: 1 घंटे 55 मिनट
प्रदोष काल: 17:34:09 से 20:10:27 तक
वृषभ काल: 18:10:29 से 20:06:20 तक
धन तेरस पूजा मुहूर्त 2021
काली चौदस मुहूर्त
गोवर्धन पूजा 2021 शुभ मुहूर्त-
वर्ष 2021 में गोवर्धन पूजा का पर्व दिवाली के अगले दिन 05 नवंबर 2021 को मनाया जाएगा।
गोवर्धन पूजा पर्व तिथि - 5 नवंबर 2020, शुक्रवार
गोवर्धन पूजा सायं काल मुहूर्त - दोपहर बाद 15:21 बजे से सायं 17:33 बजे तक
प्रतिपदा तिथि प्रारंभ - सुबह 02 बजकर 44 मिनट से (05 नवंबर 2021)
प्रतिपदा तिथि समाप्त - सुबह 11 बजकर 14 मिनट (05 नवंबर 2020) तक
भाई दूज मुहूर्त 2021-
साल 2021 में भाईदूज 6 नवंबर को आ रही है. दोपहर 1 बजकर 10 मिनट से दोपहर 3 बजकर 22 मिनट तक मुहूर्त भाइयों को टीका करने के लिए सबसे शुभ है. यानि शुभ मुहूर्त का कुल समय 2 घंटे और 12 मिनट का है.
happy diwali pictures hd
Happy deepavali greeting cards 2021
Wishes Happy deepavali 2021
Happy Diwali हैप्पी दीवाली ग्रीटिंग कार्ड्स 2021दीपावली की हार्दिक शुभकामनाएं
Happy deepawali status
Happy Diwali picture for WhatsApp
Happy Diwali WhatsApp status 2021